Masail

Jamat Choodhne Ke Ujr Kya Kya Hai ?

Jawab: Jamat Choodhne Ke Ujr ye hai ke Andha, Ya Apaahij Hona, Itna Boodha Ya Bimar Hona Ki Masjid Tak Jaane Se Majboor Ho, Saqt Baarish, Ya Shadeed Keechad Ka Hayil Hona, Aandhi, Ya Saqt Andheri, Ya Saqt Sardi Ka Hona, Aur Paakhana Wa Peshaab Ki Saqt Haajat (Zarurath) Hona Wagairah!

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button