4 Raka’At waali Namaz jise 1 Raka’At Imam ke Saath Mili To Us par Kya Hukm hoga?
4 Raka’At waali Namaz jise 1 Raka’At Imam ke Saath Mili To Us par Kya Hukm hoga? Us Ne Jama’At Na paayi. Jama’At Ka Sawaab Milega. Mas’Ala: 4 Raka’At waali Namaz jise Ek Raka’At imam ke saath mili To Usne Jama’At Na paayi, Haan Jama’At ka sawaab milega. Agarche Kada E Akhira me shamil hua ho Balki jise 3 Raka’At e Mili usne bhi Jama’At a paayi. Jama’At ka sawaab milega magar jis ki koyi Raka’At jaati Rahi use itna sawaab a milega jitna Awwal se Sharik hone waale ko hai. Is Mas’Ale ka hasil yah hai ki, kisi e kasam khaayi fala amaz Jama’At se padhega. Aur Raka’At jaati Rahi to kasam toot gayi kaffara dena hoga. 3 Aur 2 Raka’At waali amaz me bhi 1 Raka’At a mili to Jama’At a mili Aur laahik (jiski beech ki ek ya jyada Raka’At chooti ho) ka hukm puri Jama’At paane waale ka hai. n(Durre Mukhtaar) Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 35 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—