Masail
Agar Kisi Ke Kamar Mein Bahot Zyada Dard Hai Aur Doctor Ne Mana Kiya Hai Jhukne Se. To Kya Baith Ke Namaz Padh Sakte Hai.
ANSWER Agar Waaqai Ruku O Ya Sajde Ke Waqt Kaafi Dard Hota Hai. To Uske Liye Ishaare Ki Namaz Jaayez Hai. Baith Kar Wo Namaz Parh Sakta Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—