Masail

Kisi Rakat ka koyi Sajda Rah gaya Aakhir me Yaad Aaya To Ab kya hukm hai?

Mas’Ala: Aayte Sajda padi Aur Sajda karna Bhul gaya To Sajda-E-Tilawat kare Aur Sajda-E-Sahw kare. n(Aalamgeeri) Mas’Ala: Kisi Rakat ka koyi Sajda Rah gaya Aakhir me Yaad Aaya to Sajda kare phir Attahiyat padh kar Sajda-E-Sahw kare. Aur Sajda-E-Sahw ke pahle jo Afaale Namaz Ada kiye baatil a honge. Haan, Agar Qa’ada ke baad wah amaz waala Sajda Kiya, to sirf wah Qa’ada jaata Raha Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 43,44 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button