Masail

Junub Ya Haiz Wa Nifas Waali Aurat ka Inteqal Huwa To Us par Kitne Ghusl Hai?

Mas’Ala: Junub, ya Haiz wa Nifas waali Aurat ka Inteqal huwa to ek hi Ghusl kaafi hai. Ki Ghusl wajib hone ke kitne hi asbaab ho ek hi ghusl se ada ho jaata hai. n(Durre mukhtaar) Mas’Ala: Mard ko Mard Nahlaaye Aur Aurat ko Aurat. Mayyat chota ladka hai, to Aurat bhi ahlaa sakti hai. Aur Chooti Ladki Ko Mard bhi. Choote se yah murad hai ki hadde Shahwat ko a pahunche ho. n(Aalamgeeri) Bahar-e-sahari’At 4th Hissa safa 109,110 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button