Masail

Mayyat ne jo maal chorra usme se sabse pahle kaun sa kaam karein?

1) Kafan, 2) Qarz, 3) Wasiyat, 4) Wariso ka haq Mas’Ala: Dain wa wasiyat wa Miraas in sab par kafan muqaddam hai. Aur dain wasiyat par Aur wasiyat miraas par. Ya’ani jo maal Chorre usme se sab se pahle kafan, phir Uske baad Qarz, uske baad wasiyat aur us ke baad wariso ka haq. n(johara) Mas’Ala: Mayyat e maal chora to kafan us ke jimme hai. Jis ke jimme zindagi me afka tha, aur agar koyi aisa ahi jis par afka waajib hota ya hai magar adar (Bilkul Garib) hai to Baitul maal se diya jaaye. Aur Baitul maal bhi waha a ho, jaise yaha Hindustan me to waha ke musalmano par kafan dena farz hai. Agar malum tha a diya to sab gunahgaar honge aur un logo ke pass bhi ahi to ek kapde ko qadr dusre logo se sawal karle. n(Johara, Durre Mukhtaar) Mas’Ala: Aurat e Agarche maal chora uska kafan Shohar ke zimme hai. Ba-sharte ki maut ke waqt koyi aisi baat a payi gayi jisse aurat ka afka shohar par se saakit (khatm) ho jaata. Agar shohar mara aur uski aurat maaldaar hai jab bhi aurat par kafan waajib ahi. n(Aalamgeeri, Durre Mukhtaar) Bahar-e-Shari’At 4hta Hissa Safa No 114 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button