Masail

Bila zarurat Kafane kifayat Se Kam karna kaisa hai?

Mas’Ala: Bila Jarurat kafne kifayat se kam karna Najayez wa Makrooh Hai. n(Durre Mukhtaar) Ba’az mohtaaj kafne masnoon ke liye logo se sawal karte hai yah Naajayez hai. Ki sawal bila jarurat jaayez ahi Aur yaha jarurat ahi. Albatta agar kapde jarurat par bhi kadir aho, to baqadre jarurat sawal kare jyaada ahi. Haan agar bagair maange musalman khud kafane masnoon pura karde to insha’Allah Ta’Ala pura sawal payega. Fatawa Razwiya Mas’Ala: Kafan Achha hona chahiye yaani mard Eidain wa Jume ke liye jaise kapde pahanta tha. Aur Aurat jaise kapde pahan kar maike jaati thi. Us kimat ka hona chahiye. Hadees me hai murdo ko Achha kafan do ki wah Ek Dusre se Mulakat karte Aur Achha Kafan se Tafakhur (Fakhar) karte. Ya’ani khush hote hai Safed Kafan Behatar hai ki abi ﷺ ? Ne Irshad Farmaya Apne Murde Safed kapdo me Kafnao n(Guniya,Raddul Muhtaar) Bahar-e-Shari’At 4hta Hissa Safa No 113,114 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button