Masail

Mayyat ko ghusl dene ka tarika?

Mas’Ala: Mayyat Ko Nahlaana Farz E Kifaya Hai. Baaz (Kuch) Logo e Ghusl De diya To Sab Se Saakit Ho Gaya. n(Aalamgeeri) Mas’Ala: Mayyat ko Ghusl / Nahlaane ka Tarika Yah Hai Ki jis Chaarpai, Ya Takhat, Ya Takhate Par Nahlaane ka Irada Ho Usko 3, Ya 5, Ya 7 Baar Dhuni de. Yaani Jis Cheez me wah Khushbu Sulgati ho use utni baar chaarpai wagairah ke geerd phiraye. Aur us par mayyat ko lita kar aaf se Ghutno tak kisi kapdese cheepa le. Phir mayyat ko ghusl / ahlane wala Apne Haath par kapda lapet kar istinja karaye. Phir amaz ka sa wazu karaye. (yaani muh, phir kohniyoon samte haath dhooye). Phir sar ka masah kare phir dhooye magar mayyat ke wazu me gatto tak pahle haath dhona Aur kulli karana Aur Naak me paani daalna ahi hai. Haa Koyi kapda, Ya Ruyi Ki Furairi Bheego kar daanto Aur Masudo Aur Hoto Aur Mathno par pher de. Phir sar Aur daadhi ke baal Ho to Gulekheru (Ek Dawa ka Naam) se dhoye. Yah a ho to paak saabun islami kaarkhane ka bana huwa besan ya kisi aur cheez se warna khaali paani bhi kaafi hai. Phir baayin (left) karwat par leeta kar yunhi kate Aur beri ke patte josh diya huwa paani a ho to khaalis paani Gunguna hi kaafi hai. Phir tek laga kar baithaye Aur armi ke saath eeche ko pet par haath phere. Agar kuch ikle dhooh daale wazu aur ghusl ko dohraye. Mahi phir Aakhir me sar se paanw tak kaapur ka paani bahaye. Phir uske badan ko kisi paak kapde se Aahista poch de. Bahar-e-sahari’At 4th Hissa safa 109 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button