Masail
Mobile mein azan ki recording ka istemal karna. Jaise ringtone ya alarm ki jagha kaisa hai?
Kya pura sunna lazim hai. Ya beech me band kar sakte hai? Jawab: Azan ki recording mobile mein ringtone wagaira ki jaga ahi rakhna chahiye. Ke isme Asl e Maqsad Azan sunna ahi, balke call recieve karna hai. Agar beech hi me phone utha liya, to harj ahi hona chahiye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—