Masail
Khana khate waqt koi sunni jannati shakhs phone pe call karke salam kare. To use salam ka jawab dena chahiye ya nahi.
Halaki salam karne wale shakhs ko pata ahi hai ki jisse wo baat kar raha hai wo khana kha raha hai? Jawab: Aisi Surat mein Salam Ka Jawaab dena us par Wajib ahi hai. Agar Jawaab de de, to behtar hai koi harj ahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—