Masail
Zohar ki Namaz padh raha tha padhte waqt bhool gaya ke kitni rakat hui, qawi andesha huwa ke chaar rakat hogayi usne namaz muqammal kar liya.
Phir jabh asar padhne gaya, toh usse yakeen huwa ke chaar ahi teen hi rakat padha tha. Toh ab uske liye kya hukm hai? Namaz ko dohrana hai, yaa amaz hogayi? Agar dohrana hai toh iyat kya hogi? Jawab: Mazkoora Surat me Namaz Qaza ki Niyat se Ada kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—