Masail

Kuch Jagahon Par Mazaar Per Doodh Daala Jaata Hai Kya Ye Sahi Hai?

Jawab: Maal Ka Israaf Hai. Gar Wahan Rakh Diya Jata Hai Ke Jo Zayreen Aayein Wo Piyein, Tab To Jaayez. Lekin Gar Mazar Par Bahaya Jata Ho, To Bila Shubha Najaayez Ke Maal Ka Zaaye Karna Hua. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button