Masail
Zaid Dua Karta Hai Ki ?YA ALLAH FALAAN AURAT KE SATH MERA NIKAH HO JAYE OR USKO MERE LIYE NEK BIWI BANADE?.
Kya Is Tarah Dua Karna Shar?An Jayez Hai? Jawab: Agar Wo Aurat Kisi Ki Biwi Nahi Hai. Yaani, Usse Nikah Jaayez Hai. To Is Tarah Ki Dua Mein Koi Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—