Masail
Quran Sharif Ki Do Aayaten Jo Dua Bhi Hai.
1) ?RABBANA ZALAMNA AN FUSANA WAILLAM TAGFIRLANA WATAR HAMNA LANAKUNANNA MINAL KHAASIREEN? Aur Ayat E Kareema. 2) ?LAILAHA ILLA ANTA SUBHANAKA INNI KUNTU MINAZ ZALIMEEN? In Dono Duao Par Ameen Kehne Par Kuch Log Mana Farmate Hain. Jawab: In Mazkoora Ayaat Ke Zariye Dua Karna Theek Hai. Magar Ameen Kehne Ko Ulama Na Pasand Farmaate Hai. Lehaza Ameen Na Kaha Jaaye. Wa-Allahu Ta?ala A?lam n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—