Masail
Mein Job Karta Hu To Mujhe Daily Zohar Or Asar Ki Namaz Nahi Padh Pata Hu.
To Kya Me Magrib Ki Namaz Ke Baad, Ye Dono Namaz Padh Sakta Hu Kya. Or Magrib Ki Namaz Ke Baad Mujhe Kaun Kaun Se Rakat Padna Padengi Or Niyat Kaise Badna Padegi. Jawab: Aisi Job Jiski Waja Se Farz Namaz e Qaza Ho Jaayein Hargiz Jaayez Nahi. Balke Is Waja Se Namaz Chhorne Ka Gunah Hoga. Lehaza Namazo Ko Unke Waqto Par Ada Karein Aur Istegfaar Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—