Masail
Zaid Ka Kehna Hai Kisi Peer Wa Naat Khawan Ke SAR Par Ya Uske Upar Paisa Udana Kaisa Hai Shariyat Main Iska Kya Hukm Hai?
Or Kisi Peer Wa Naat Khawan Ko Paisa Musafa Kare Tab De. Ya Wahi Par Rakh Bhi Sakte Hai. Jawab: Paise Udana Munasib Nahi. Uske Paas Rakh De, Ya Baad Me Musaf?ha Karle. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—