Masail

Aksar Dekha Jata Hai Ki Jo Shakhs Dadhi Rakha Ho Aur Usse Makrooh Ya Haram Kaam Sehwan Ya Kasdan Ho Jaye.

To Log Yu Kehte Hai Ki ?Dadhi Rakh Kar Aise Kam Karte Ho? Shariat Me Iski Kya Tafseel Hai? Kya Waqai Me Dadhi Wale Shaks Se Koi Haram Ya Makrooh Kam Ho Jaye To Wo Zyadah Gunahgar Hota Hai. Ba-Nisbat Us Shakhs Ki Jisne Dadhi Na Rakhi Hai? Jawab: Chahe Darhi Wala Ho Ya Begair Darhi Wala, Agar Us Ne Kuch Haraam Kaam Kiya To Wo Gunahgar Hoga. Haan Darhi Rakhne Ki Waja Se Wo Logo Me Mo?azzam Hota Hai. Lehaza Use Tohmat Ki Jagah Se Bhi Bachna Chahiye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button