Masail
Hamare Yaha Par Muharram Ki 11 Tarikh Ko Roza Rakhne Se Mana Farmate Hai Or Kehte Hai Ki.
Waqiya-E-Karbala Ke Baad 11 Tarikh Ko Yazid Ki Maa Ne Uski Khushi Me Roza Rakha Tha. Kya Ye Sahi Hai Or Kya 11 Tarikh Ko Roza Nahi Rakhna Chahiye? Jawab: Muharram Ki 11 Tareekh Ko Roza Rakhne Mein Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—