Masail
Zaid Ko Kuch Dino Se Khud Ba Khud Ihtelam Ho Raha Hai Bina Sehwat Ke.
Usko Kabhi Pata Chal Jata Hai Aur Kabhi Pata Hi Nahi Chalta. Is Surat Me Namaz Aur Gusal Ka Kiya Hukam Hai. ANSWER Agar Waq?ee Mani Bila Shahwat Nikal Jaati Hai To Gusl Farz Nahi. Magar Wazu Toot Jaayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—