Masail

Jo Namazi Makhraj Se Namaz Nahi Padtha Ho Uski Namaz Hogi Ya Nahi?

Jawab: Huroof Makhraj Se Ada Na Karne Ki Wajah Se Fasaad E Ma?na Hua, To Namaz Nahin Hogi. Makhraj Badalne Ki Wajah Se Ma?na Mein Fasaad Ho Jaaye. Maslan Surah E Ikhlas Mein Badi ? Se Hai Aur ? Se Ka Matlab Ek Hota Aur Chhoti ? Se Ka Matlab Buzdil Hota Hai. Ab Koi Surah E Ikhlas Mein ? Ko Chhoti ? Se Padhe Ma?na Fasid Ho Jaayega Aur Namaz Nahi Hogi. Ye Hai Fasad E Ma?na Ka Matlab Hai. Jiske Huroof Makhraj Se Ada Nahi Hote Un Par Laazim Hai Ke Makhraj Se Ada Karne Ki Koshish Karein Aur Ustaad Se Seekhein. Agar Aap Seekhne Ki Koshish Kar Rahe Hain. To Zamana E Koshish Ki Namaz Ho Jaayegi Aur Agar Koshish Nahi Kar Rahe Hai Sikhne Ki, To Fasaad E Ma?na Ki Soorat Mein Namaz Nahin Hogi. Jin Ke Huroof Makhraj Se Ada Nahin Hote Unhen Chaahiye Ke Paanchon Waqt Ki Namaz Jamat Se Aadha Karein. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button