Masail
Agar Koi Banda Kaam Ki Wajah Se Sirf Farz Namaz Ada Kar Raha Ho Or Sunaatein Na Pade To Kya Wo Gunhegaar Hoga?
ANSWER Be Shak Gunahgaar Hoga Ke Sunnat E Muakkidah Ka Jaan Boojh Kar Tark Fisq Hai. Laazim Hai Ke Sunnat E Muakkidah Ki Paabandi Kare Aur Sachche Dil Se Taubah Kare n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—