Masail
Kya Namaz Me DAROODE PAAK Padh Sakte Hai Aur Dua Mang Sakte Hai?
ANSWER Farz O Wajib O Sunnat E Muakkidah Ke Qa?da E Akhirah Mein Aur Baqiya Nafl Namazon Ke Qa?da E Oola O Qa?da Akhirah Dono Mein Tashahhud Ke Ba?d Durood Padhein Aur Durood Ke Ba?d Behatar Hai Ke Dua E Maasoorah Padhein Aur Maasoorah Ke Ilawah Dosri Dua Bhi Kar Sakte Hai. Magar Arabi Zabaan Mein Ho Aur Aise Alfaaz Na Ho Jo Bande Aapas Mein Ek Dosre Ko Kaha Karte Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—