Masail
4 Rakat Namaz Farz Main Agar Imam Sahab Attahiyyat Padh Rahe Ho To Imam Sahab Ne Pura Attahiyyat Padh Liya Aur Teesre Rakat Ke Liye Khade Ho Gaye.
To Ab Jo Muqtadi Adha Attahiyyat Padha Hai Ya Aadhe Se Jyada Padh Liya To Kya Ab Muqtadi Attahiyyat Pura Karke Khade Hona Chahiye. Ya Imam Sahab Ke Sath Khade Ho Jana Chahiye. ANSWER Muqtadi Attahiyyaat Mukammal Padh Ke Phir Teesri Rakat Ke Liye Khada Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—