Masail
Zaid 4 Raka?at Sunnt Namaz Ada Kar Raha Hai Aur Galti Se Usne Phali Hi Raka?ate Me Aakhari Surah Padha.
Ab Uske Baad 3 Raka?at Me Zaid Koun Si Surah Padhega. Kya Zaid Ko Namaz Dohrani Hogi? ANSWER Baqya Rakaton Mein Bhi Aakhiri Soorat Hi Padhe Aur Is Soorat Mein Namaz Ho Jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—