Masail
Ghar Me Bachcho Ke Sath Namaz Ki Jamat Bana Sakhte Hai Kiya?
Jawab: Masjid Mein Jamat Se Namaz Padhna Wajib Hai. Agar Kisi Wajah Se Masjid Na Jaa Sake To Ghar Mein Jamat Karne Mein Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—