Masail

Sardiyo Ki Taharat Ka Tareeqa Alag Hota Hai?

Jawab: Taharat Mein Dhela Lene Ka Tareeqa Garmi Mein Alag Aur Jaade Mein Alag Hai. Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hai. Paakhaana Ke Ba?ad Mard Ke Liye Dhelon Ke Istemal Ka Mustahab Tareeqa Ye Hai Ke, Garmi Ke Mausam Mein Pahla Dhela Aage Se Peechhe Ko Le Jaaye Aur Dosra Peechhe Se Aage Ki Taraf Aur Teesra Aage Se Peechhe Ko. Aur Jaadon Mein Pahla Peechhe Se Aage Ko Aur Dosra Aage Se Peechhe Ko Aur Teesra Peechhe Se Aage Ko Le Jaaye. Jaadon Mein Banisbat Garmiyon Ke Dhone Mein Ziyaadah Mubaalga Kare. n(Bahar E Shari?at Hissa 2 Istinje Ka Bayan) n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button