Masail

Hazrath Fajr Ka Waqt 4: 59 Ko Shuru Hai To Sehari Kab Tak Kar Sakte Hai?

Kya 4:59 Tak Kar Sakte Hai. Ya Usse Pahle Karna Chahiye? Agar Usse Pahle Sehri Qatam Karni Chahiye To Kitne Minutes Pahle? ANSWER Ihteyaatan 10 Mint Pahle Khatam Kare. Agar Kisi Wajah Se Der Ho Gayi Sihri Khatam Ke Time Tak Sihri Kiya Roza Ho Gaya. Magar Time Se 1 Mint Bhi Der Hui To Aur Sihri Khate Rahe To Roza Nahin Hoga. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button