Masail
Sadqa e Fitr Ki Miqdar Kya Hai ?
Jawab: Sadqa e Fitr Ki Miqdar Yeh Hai ki Gheun. Ya Uska Aatha Adha Saa Dein Aur Khajoor, Munaqqa, Ya Jau, Ya Uska Aatha Ek Saa Dein Aur agar In Charon Ke Alawa Koi Doosra Galla Wagairah Dena Chahein. Toh Qeemat Ka Lihaz Karna. Yaani Is Cheez Ka Aadha Saa Gheun, Ya Ek Saa Jau Ki Qeemat Ka Hona Zaroori Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—