Masail
Hazrat qamar dar aqrab ka matlab kya hota hai?
Jawab: Qamar Dar Aqrab Yaani Chaand jab Burj e Aqrab me hota hai to safar karne ko Bura jaante hain. Aur Nujoomi ise Manhoos bataate hain aur jab Burj e Asad me hota hai to kapre qata karaane (katwaane) aur silwaane ko bura jaante hain. Aisi baato ko hargiz a maana jaaye. Ye baatein khilaaf e shara aur Nujoomiyo ke dhakosle hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—