Masail

Kufr E Fiqhi Or Kufr E Kalami Kise Kehte Hai?

Jawab: Kalimaat E Kufr Ki 2 Qisme Hain. 1) Luzoom E Kufr: Jisme Kisi Sahi Ma?na Ka Bhi Ehtemaal (Pehlu) Ho. 2) Iltezam E Kufr: Jisme Koi Aise Ma?na Nahi Bante Jo Qaayel Ko Kufr Se Bachaaye. Luzoom E Kufr Ki Surat Me Bhi Fuqaha E Kiram Ne Hukm E Kufr Diya. Lehaza Ise Kufr E Fiqhi Kaha Jata Hai. Lekin Mutakallimeen Isse Sukoot (Khamoshi Ikhtiyar) Karte Hain Aur Farmate Hai. Jab Tak Iltezam E Kufr Ki Surat Naho Kehne Wale Ko Kafir Kehne Se Sukoot Kiya Jayega Aur Ise Kufr E Kalami Bhi Kaha Jata Hai. Wa-Allahu Ta?ala A?lam n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button