Masail

Char Rakat Wali Namaz Me Imam Ke Piche Do Rakat Chhut Jaye. Ya Teen Rakat Chhut Jaye To Kaise Ada Kare?

ANSWER 4 Rakat Wali Namaz Me Sirf 2 Rakat Mili To Imam Ke Salam Ke Ba?d Khada Ho Jaaye Aur Sana O Auzubillah O Bismillah O Soora E Faatiha O Soorat Padh Kar Ruku O Sajde Kar Ke Phir Khade Ho Jaayen Aur Bismillah O Soora E Faatiha O Soorat Padh Kar Ruku O Sajde Kar Ke Baith Jaaye Aur Tashahhud O Durood Dua Padh Kar Salam Pher De. Aur Agar 3 Rakat Chhut Jaayen To Imam Ke Salam Ke Ba?d Khade Ho Jaayen Aur Sana O Auzu Billah O Bismillah O Soora E Faatiha O Soorat Padh Kar Ruku O Sajde Kar Ke Baith Jaayen Aur Tashahhud Padh Kar Phir Khade Ho Jaayen Aur Bismillah O Soora E Faatiha O Soorat Padh Kar Ruku O Sajde Kar Ke Phir Khade Ho Jaayen Aur Bismillah O Soora E Faatiha Padh Kar Ruku O Sajde Kar Ke Baith Jaaye Aur Tashahhud O Durood Dua Padh Kar Salam Pher De. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button