Masail
Agar Koi Shakhs Masjid Ka Paisa Qarz Ke Taur Par Lena Jayez Hai?
Or Agar Leliya Hai Toh Uske Liye Kya Hukm Hai. Jawab: Masjid Ki Raqam Bataur Qarz Lena Bhi Jaayez Nahi. Jisne Liya Fauran Lautaaye Aur Sachche Dil Se Taubah Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—