Masail

Janab hum jis masjid Me namaz adaa karte hai usme ek dargah bhi hai.

Kya us dargah ke sahen Me amaz adaa hogi aur jaab hum ba jamat amaz padh rahe hai. To Bhi dargah ke sahen Mai amaz hogi. Agar saf pehle hi khatam hogayi aur dargah ke sehen Tak ahi phochi. Aur kuch log saafe bana kaar dargah ke sahen Me Namaz padhe rahe hai imam ke piche. To Kya unki amaz hogi. Jawab: Agar Masjid Hi ke sehan me dargah hai, To Namaz ho jaayegi. Warna Dargah me jahan saff lagaayi gayi uske aur masjid ke beech 2 saff ki jagah khali reh gayi. To saff muttasil ahi, lehaza iqteda durust ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button