Masail
Kya Ghusl Ki Halat Me Ghusl Se Pehle Baal Kaat Ya Katwa Sakte Hai?
Agar Nahi To Maloom Nahi Rehne Ki Wajah Se Baal Kaat Le Ya Katwa Le. To Kya Hukum Hai? Jawab: Jis Par Ghusl Farz Hai Use Apne Badan Ke Baal O Naakhun Kaatna Makrooh Hai. Jisne Kaat Liya Tauba Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—