Masail
Ehtelam Ho Jaye Aur Ghusl Me Namaz Ka Waqt Guzarne Ka Andesha Ho To Kya Kiya Jaye?
Jawab: Agar Waqt Itna Tang Ho Gaya Ke Ghusl Karne Me Namaz Qaza Ho Jayegi. To Tayammum Karke Namaz Padhle Aur Ghusl Ke Ba?ad, Is Namaz Ko Dobarah Padhna Laazim Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—