Masail
Kisi Ko Udhar Di Huyi Rakm. Lene Wala Lauta Na Sake To Dene Wala Kya Use Bator Zakat Irada Kar Sakta Hai.
ANSWER Nahi. Haan Yu Kare Ke Agar Qarz Daar Mustahiq E Zakaat Hai. To Jitni Raqam Zakaat Deni Hai Utni Raqam Bataur E Zakat Use De De. Jab Woh Qabza Karle To Wahi Raqam Qarz Me Wapas Le Le. Is Tarah Par Zakat Bhi Ada Ho Jayegi Aur Qarz Bhi Wapas Mil Jayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—