Masail
Apne Yaha Kaam Karne Wale Mulazim Ko Zakat Ya Us Paise Se Koi Kapde Tohfa Wagera Le Kar Usko Bina Bataye De Sakte Hai?
ANSWER Agar Woh Mustahiq E Zakaat Hai To De Sakte Hai. Magar Unki Tankhwah Me Nahi. Balkeh Alag Se De Tankhwah Me Dene Se Zakaat Ada Nahi Hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—