Masail
Aaj Kal Quran Majeed Poora Mobile Me Application Ke Zariye Download Kiya Jaata Hai.
To Kya Mobile Me Quran Majeed Padhna Sahi Hai. Ya Hume Jo Siparo Ki Shakal Me Quran Hai Usi Me Se Padhna Chahiye. Jawab: Mobile Me Quran Shareef Padh Sakte Hai. Magar Jab Aayaat Screen Pe Nazar Aa Rahi Ho, Us Waqt Screen Ko Be Wazu Chhoona Jayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—