Masail
Mustahiq Ke Bank Account Me Agar Zakaat Ki Rakam Jama Kardi Toh Adayegi Kab Hogi?
Mustahiq Ke Rakam Par Kabze Ke Baad Ya Jama Karte Hi Fauran? ANSWER Muhatarm Maine Is Baare Me Ulama Ka Ikhtelaaf Suna Hai. To Jab Tak Mujhe Apne Akabir Ulama Se Is Baare Me Unka Mauqaf Maloom Na Ho Jaye Mujhe Jawab Se Mazoor Rakha Jaaye. Waise Ziyadah Ihteyaat Is Me Hai Ke Zakat Ki Raqam Account Se Nikal Kar Qabza Karle. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—