Masail
Zaid Har Saal LIC Main Paisa Jama Karta Hai Aur Shaban Main Zakaat Adaa Karta Hai.
Is Saal LIC Ki Rakam Ab Tak Jama Nahi Ho Payi. Kya LIC Ki Rakam Jo Baad Main Jamaa Karega Usay Zakaat Ke Adayegi Me Is Saal Ke Liye Shumaar Karega? ANSWER Aaindah Bhari Jaane Wali Raqam Ka Shumar Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—