Masail

Agar Koi Shakhs Kisi Baat Per Allah Ki Kasam Khaye To Uski Baat Per Yakin Karlena Chahiye?

Baaz Log Fir Bhi Yakin Nahi Karte Iska Kya Hukm Hai? ANSWER Agar Aisa Shaks Jo Baat Baat Pe Jhooti Qasam Na Khata Ho. Wo Kisi Baat Par Qasam Khaaye To Us Ki Baat Maan Li Jaaye. Jab Ke Us Ke Mukhalif Gawahaan E Sharai Na Ho. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button