Masail
Agar Kisi Ne Mannat Maani Hai Ki Uske Ghar Me Aulaad Ho Jaaye. To Wo 5 Saal Tak Har Saal Tajiya Banwayegi
Aur Unki Muraad Puri Ho Gayi Ho Aur Wo Tajiya Banwate Hai. To Ye Kaisa Hai Aur Kya 5 Saal Tak Har Saal Tajiya Banwana Jaruri Hai. Isme Kya Wo Gunahgar Honge Kya. Kyuki Tajiyadari Haraam Hai. Jawab: Ye Mannat E Sharai Nahi. Is Ka Pura Karna Wajib Nahi. Aur Agar Aaj Kal Jis Tarah Tajiya Daari Ki Jati Hai. Wo Muraad Hai, To Us Ka Karna Hargiz Jaayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—