Masail
Bedam Yahi To Panch Hai Maksude Kainat, Khairunisa, Hussain O Hassan, Mustafa, Ali
ANSWER Mushkil Ash?aar Mahal Be Mahal Parhne Se Ehteraz Karna Chahiye. Balke Is Zamane Me Shafa?at Ke Mauzu Ke Sath Wa?eedaat Ka Bhi Zikr Hona Chahiye Taake Awaam Gunah Par Jarri Na Ho. Haan Ehtiyaat Is Me Hai Ke Maqbooleen Ke Kalam Ko Manfi Jehat Se Mauzu-E-Sukhan Na Banaya Jaaye Aur Mumkina Hadd Tak Ta?weel Ki Raah Ikhtiyar Ki Jaye. Yahi Sayyedi AlaHazrat Ka Sanee? Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—