Wazifa
Rozi, Rizq Me Barkat Hasil Karne Ke Liye Kaunsa Amal Kare Ya Kya Padhe?
Rozi Ruki Hue Hai Business Me Loss Ho Raha Hai Halal Rizq / Rozi Paane Ke Liye Kya Kare? ANSWER Rozana Surah Fatah Ki Tilawat Karen, Aur Fajr Ki Sunnat Aur Farz Ke Darmiyaan 441 Martaba n?Yaa Fattaahu? Parha Kare. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi