Wazifa
High blood pressure ke liye koi aayat ya wazifa ho toh bata dijiye.
Jawab: Zyada se zyada ye Dua parhein. Ya Allah Ya Rahman Ya Raheem Dil e Maa Raa Kun Mustaqeem Ba Haqq e Iyyaaka Na’budu Wa Iyyaaka Nasta’een n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi