Masail
Hazrat Kai Jagah Zinda Machhi Ko Customer Ke Samne Hi Pani Me Se Nikal Ke Patak Patak Kar Marne Ke Baad Fir Kaat te Hai. Kya Yeh Sahi.
(2)Pani Tanki Me Zinda Apke Samne Hi Kaat te Hai. Kya Yeh Sahi Hai? ANSWER Machlio Ko Maarne Ki Zarurat Nahi Hai. Unhe Usi Tarah Kaat Sakte Hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—