Masail

Agar Najasate Khafifa Lag Jaye To Uska Kya Hukm Hai?

ANSWER Najasate Khafifa Kapde Ya Badan Ke Jis Hissa Me Lagi Hai Agar Uski Chauthaayi Se Kam Hai. Masalan Daaman Me Lagi Hai To Daaman Ki Chauthaayi Se Kam Hai. Ya Aasteen Me Lagi Hai To Uski Chauthaayi Se Kam Me Lagi Hai. Ya Hath Me Hath Ki Chauthaayi Se Kam Lagi Hai To Maaf Hai Aur Agar Poori Chauthaayi Me Lagi Ho To Bagair Dhoye Namaz Na Hogi. Anware Shariat Hindi P39

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button