Masail
Najasate Khafifa Kya Cheeze Hai?
ANSWER Jin Janvaro Ka Gosht Halal Hai. Jaise Gaai, Bail, Bhains Bakri Aur Bhed Wagairaa Inka Peshaab Neeza Ghode Ka Peshaab Aur Jis Parind Ka Gosht Haraam Ho Jaise Kauwa, Cheel, Shikaa, Baaz Aur Baharee Wagaira Ki Bee? Yah Sab Najasate Khafifa Hai. Anware Shariat Hindi P38 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—