Najasat E Galiza Kya Cheeze Hai?
Jawab: Insaan Ke Badan Se Aisi Cheez Nikle Ki Usse Wazu, Ya Ghusl Wajib Ho Jata Ho To Wo Najasat e Galiza Hai. Jaise Pakhana, Peshaab, Behtaa Khoon, Peep, Munh Bhar Kai Aur Dukhti Aankh Ka Paani Wagairaa. Aur Haraam Chaupaaye Jaise Kutta, Sher, Lomdee, Billi, Gadhaa, Khachchar, Hathee Aur Sooar Wagairah Ka Pakhana Choohaa, Peshaab Aur Ghode Ki Leed Aur Har Halal Chaupaaye Ka Pakhanaa Jaise Gaai, Bhains Ka Gobar, Bakari Aur Oon? Ki Menganee, Murgee Aur Batakh Ki Bee?, Hathee Ke Soon? Ki Ratoobat Aur Sher Kutta Wagaira Darinde Chaupaayon Kaa Luaab. Yah Sab Najasat e Galiza Hai. Aur Doodh Pita Ladka Ho, Ya Ladki Unka Peshaab Bhi Najasat e Galiza Hai! Bahaare Shariat Anware Shariat Hindi P38 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—