Masail

Kya Jis Par Ghusl Farz Ho, Kya Wo Masjid Me Nahi Ja Sakta

Jawab: Jis Par Ghusl Farz Ho Oose Masjid Ke Us Hissa Mein Jaana Haraam Hai, Ki Jo Daakhile Masjid Hai. Yaani Namaz Ke Liye Banaya Gaya Hai Aur Wah Hissa Ki Jo Fanaye Masjid Hai. Yaani Istinja Khaana, Ghusl Khaana Aur Wazu Gaah Wagairah To Us Jagah Jaane Me Koi Harj Nahi. Basharte Ki Unme Jaane Ka Raasta Daakhile Masjid Se Hokar Na Guzarta Ho. Anware Shariat Hindi Page 41

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button